Khamiyaan toh maine kabhi nikali nahi thi,
Wajah jo ki maine dhundi nahi thi kabhi..
Dekha gaya un nazaro se mujhe,
tatola gaya poori duniya ke saath;
Par poocha nahi gaya ke main chahti kya thi?
Sochu main ke aysa bhi kya ki,
jo kadar kabhi wajood ka mera huya nahi!
Dil toh toota..aur toota kayi baar,
Ab toh aankhen bhi nam hone se rahi.
Ya toh achchi cheez kabhi nahi hoti
ya phir achchai ka zamana raha nahi.
Main insaan.. seekhu apne galatiyon se,
dekhu apne nazaron se -
Kaun kya hain, kiski kitni pohuch,
Ja-chu apne hosh aur takaze se;
Zara dekhu main bhi toh,
Umar ki is safar ke badhaayen angeenat kadamo se!
Shikaayat si thi kahi...
Wajah jo ki maine dhundi nahi thi kabhi..
Dekha gaya un nazaro se mujhe,
tatola gaya poori duniya ke saath;
Par poocha nahi gaya ke main chahti kya thi?
Sochu main ke aysa bhi kya ki,
jo kadar kabhi wajood ka mera huya nahi!
Dil toh toota..aur toota kayi baar,
Ab toh aankhen bhi nam hone se rahi.
Ya toh achchi cheez kabhi nahi hoti
ya phir achchai ka zamana raha nahi.
Main insaan.. seekhu apne galatiyon se,
dekhu apne nazaron se -
Kaun kya hain, kiski kitni pohuch,
Ja-chu apne hosh aur takaze se;
Zara dekhu main bhi toh,
Umar ki is safar ke badhaayen angeenat kadamo se!
Shikaayat si thi kahi...